People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Dil Bechara - Title Track
Singer: A.R. Rehman
Music: A.R. Rehman
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/dil-bechara/HwA,QiUdYgM
Video:
Dil bechara
Friend zone ka maara
Dil bechara
Friend zone ka maara
Friend zone ka maara

Koi toh bataade kya karun
Koi bataade kya karun
Dil bechara
Friend zone ka maara

‘l’ mein joda ‘ove’
Maine toh love love love hi kiya
Usne joda ‘ike’
Mere ko like like like hi kiya
Dil bechara
Friend-zone ka maara

Oh baby
Yaad hai mujhe tera birthday day day day
Tera birthday day day day
Tu har saal mera birthday
Bhool bhool bhool jaye

Roz tere call ki main raah dekhun
Tu sms bhi naa kare
Tu mujhe miss bhi naa kare
Kyun mujhe miss bhi naa kare kyun!

Dil bechara
Friend zone ka maara
Dil bechara
Friend zone ka maara
Friend zone ka maara.
Mashkari
Music: A.R. Rehman
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/maskhari/FiM0bkICXUE
Video:
Kar band sabhi ghadiyan
Aur mood bana badhiya
Mukhde pe jalaa le tu
Muskan ki phuljhadiyan

Kar le maskhari thodi maskhari
Achcha khaasa kaam maskhari
Fokat mein badnaam maskhari
Dil ko de aaram maskhari
Peeda haari balm maskhari

Halki-phulki si maskhari
Thandi kulfi si maskhari
Ho maskhari ho maskhari
Ho maskhari, maskhari

Jeene ki wajah maskhari
Thodi bewajah maskhari
Kar ke to dekh maskhari
Deti hai maza maskhari

Thodi si naram maskhari
Thodi si garam maskhari
Thodi si haya maskhari
Thodi besharam maskhari

Oho..oho..oho..oho..

Dariya se pakad machhli
Baadal se chhuda bijli
Dil mein jo bhari tere
Har aaj mita khujli

Kar le maskhari thodi maskhari
Achcha khaasa kaam maskhari
Fokat mein badnaam maskhari
Dil ko de aaram maskhari
Peeda haari balm maskhari

Achcha khaasa kaam maskhari
Fokat mein badnaam maskhari
Dil ko de aaram maskhari
Peeda haari balm maskhari.
Khulke Jeene Ka
Music: A.R. Rehman
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/khulke-jeene-ka/KhI-BTAGU2k
Video:
Khulke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Haske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai

Umar ke saal kitne hai
Ginn ginn ke kya karna
Beet jaye na ginti mein hi varna

Aao filmon ke
Be-adab gaane gaate hai
Heroine hero
Aaj hum tum ban jate hai

Khulke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Haske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai

Khushiyan toh rakhi hai pocket mein
Kagaz ke nanhe se packet mein
Inki bijli ki tarah
Kyun bachat kare batao na
Kharch kar daalenge sari aaj hi aao na

Hai mehnge dard bade
Aur muskaan payi humne maut mein

Khulke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Haske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai

Umar ke saal kitne hai
Ginn ginn ke kya karna
Beet jaye na ginti mein hi varna

Aao filmon ke
Be-adab gaane gaate hai
Heroine hero
Aaj hum tum bann jate hai

Dil ki hai itni hi nadaani
Chutki mein ho jaye romaani
Yaari aur chahat ke jo
Beech ki maheen sarhad hai

Paar kar jaana dil ki buri aadat hai
Aasani se aa jaye
Do anjaan ankhiyon ki giraft mein

Khulke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Hasske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai

Umar ke saal kitne hai
Ginn ginn ke kya karna
Beet jaye na ginti mein hi varna

Aao filmon ke
Be-adab gaane gaate hai
Heroine hero
Aaj hum tum bann jaate hai

Khul ke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Haske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai.
Main Tumhara
Music: A.R. Rehman
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/main-tumhara/SR5GXCBDbmU
Video:
Tum na huey mere toh kya
Hmm..tum na huey mere toh kya
Main tumhara, main tumhara
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas rait ka
Aye samundar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya

Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu akhiri
Maahi mere basi hai marzi bata kya teri
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Main jaadon ke mahine ki tarah
Aur tum ho pashmine ki tarah
Main deewaro ki tarah hun
Tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tumne seencha

Tum na huye mere toh kya
Hmm..tum na huye mere toh kya
Main tumhara, main tumhara,
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas rait ka
Aye samundar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya..
Mera Naam Kizie
Music: A.R. Rehman
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/mera-naam-kizie/KTohdTpDaF4
Video:
Mera naam kizie, kizie, kizie
Thodi si mushqil thodi easy
Mera na main nahi, main nahi, main nahi
Chahat mein lipti si bechaini

Main din hun to tu raat hai
Iss jodi ki kya baat hai
Totall azooba hai..

Mera naam kizie, kizie, kizie
Thodi si mushqil thodi easy
Mera na main nahi, main nahi, main nahi
Chahat mein lipti si bechaini

Main din hun to tu raat hai
Iss jodi ki kya baat hai
Totall azooba hai..

Gaalo pe dono ke dayein bayein dimple
Hai complicated par dekhne mein simple
Google pe dhundhu ya saari duniya chhanu
Apne jaisa na milega koyi sample

Gaalo pe dono ke dayein bayein dimple
Hai complicated par dekhne mein simple
Google pe dhundhu ya saari duniya chhanu
Apne jaisa na milega sample

Mera naam kizie, kizie, kizie
Thodi si mushqil thodi easy
Mera na main nahi, main nahi, main nahi
Chahat mein lipti si bechaini

Main din hun to tu raat hai
Iss jodi ki kya baat hai
Totall azooba hai..
Taare Ginn
Music: A.R. Rehman
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/taare-ginn/GTA0dzkdWEQ
Video:
Jabse hua hai achha sa lagta hai
Dil ho gaya phir se bachha sa lagta hai
Ishq ragon mein jo behta rahe jaake
Kano mein chupke se kehta rahe

Taare ginn, taare ginn
Soye bin, saare ginn
Ek haseen maza hai yeh
Maza hai ya saza hai yeh

Jabse hua hai achha sa lagta hai
Dil ho gaya phir se bachha sa lagta hai
Ishq ragon mein jo behta rahe jaake
Kano mein chupke se kehta rahe

Taare ginn, taare ginn
Soye bin, saare ginn
Ek haseen maza hai yeh
Maza hai ya saza hai yeh

Roko isse jitna mehsoos ho yeh utna
Dard zara sa hai thoda dawa sa hai
Isme hai jo taira wohi toh dooba hai

Dhokha zara sa hai, thoda wafa sa hai
Ye wada hai ya iraada hai
Kabhi ye zyada hai, kabhi yeh aadha hai

Taare ginn, taare gin
Soye bin, saare ginn
Ik haseen maza hai yeh
Maza hai ya saza hai yeh hmm..

Hmm..hmm..hmm..hmm..
Hmm..hmm..hmm..
Afreeda
Music: A.R. Rehman
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/afreeda/OgpZBAFyA14
Video:
La la layi layila…

Fikar ko nilaam karke
Chain ka lamha khareeda
Fikar ko nilaam karke
Chain ka lamha khareeda

I’m on my way
Can i defade
You got me livin for today

Afreeda, afreeda
Afreeda, aa afreeda
Ho muhabbat afreeda
Afreeda, afreeda
Ho muhabbat afreeda

You know
I get it get it get it
I just don’t get to warn
No need to live in fear
Just go and get it done

Afreeda, afreeda
Ho muhabbat afreeda
Afreeda, afreeda
Ho muhabbat afreeda


La la layi la la layila…

Livin my best life
If it is like summer time
You make the wolrd
You bring me back to life
I love you to the stars
Kind of million in the night
I won’t go back to dark
Cuz you bring me to the life

….

Afreeda, afreeda
Ho muhabbat afreeda
Afreeda, afreeda
Ho muhabbat afreeda

Pyaar ke taareef mein dil
Pesh karta hai kaseeda
Pyaar ke taareef mein dil
Pesh karta hai kaseeda

Afreeda, afreeda
Ho muhabbat afreeda
Afreeda, afreeda
Ho muhabbat afreeda

La la layi la la layila…